Boy-suit bahut accha pehna hai.Grl-thnxB-Lipstick b acchi lagai hai.G-thnxB-mak up bhi bahut accha kia hai.G-thnx"BHAIYA" B-fir bhi sunder nahi lag rhi ho!
Bahu: Maan ji, yeh abhi tak nahin aaye, kahin kisi dusri ladki ke saath... Saas: Arey kalmuhi, tu hamesha ulta kyun sochti hai? Aisa bhi to ho sakta hai ki kisi truck ke neeche aa gaya ho
Ek shrabi roz SHIV mandir pe sir tekta tha.Ek din Pujari ne SHIV murti ki jagah GANESH murti rakhi.Shrabi aya,dekha bola Chotu,papa se bolna main aya tha..
Man: Sir, my wife is missing. Postmaster:Bhai ye post office hai, Police station me complaint dijiyee.Man: Kya karun, khushi ke maare kuch samajh Nahi aa rha