Aik admi apni biwi ko dafna kay ghar ja raha tha kay achanak bijli chamki, badal garje, jor se baarish shuru hui dukhi aadmi bola: Lagta hai pahunch gai
Sindhi: Bhagwan tu mujhe 100 Rs dega toh 50 Rs tumhe chadhaunga. Thodi door par usko 50 Rs milte hai. Sindhi: Prabhu itna bhi bharosa nahi, PEHLE HI KAAT LIYA
Ek aadmi ki wife ka rang kaala thha, ek din vo peeli saree pehenke apne pathi se puchi, main kaisi lag rahi hoon? hus:Jaise koyla ki factory mein aag lagi ho.
SHRAAB EK BIMARI HAI, JO SAMAJ KO BARBAAD KAR RAHI HAI, AAO MILKAR IS BIMARI KO KHATAM KARE, EK BOTTLE TUM KHATAM KARO, EK BOTTLE HUM KHATAM KARE. CHEERS....