1 admi doston ki mehfil se raat late ghar gaya dosto ne pucha k wife ne kuch kaha to nahi admi bola nahi kuch khas nahi bus ye 2 dant to mai wesay bhi niklwane wala tha
Munna bhai-abe circuit,1baat bata,agr bina daant ka kutta kisi ko kate to kya karte hai? (Circuit bahut sochne k baad) Simple hai bhai,bina sui k 14 injection lagva do!! :)
Janwaro ki Party me Chuha 4 peg Laga K Set tha Billi-Aaj Party Na Hoti to Me Tujhe Kha Jaati.Chuha-Abe chali ja, Nhi to log kahenge ki pi k jaanani ko peet di