Hansa:Automatically ka matlab kya hota hai?Praful:Jab auto me koi ladki baithti hai aur uske sir pe ek bhi baal na ho to usko kehte hain,Auto-main-Takli!
Janwaro ki Party me Chuha 4 peg Laga K Set tha Billi-Aaj Party Na Hoti to Me Tujhe Kha Jaati.Chuha-Abe chali ja, Nhi to log kahenge ki pi k jaanani ko peet di