PUNJAB POLICE ka

PUNJAB POLICE ka
PUNJAB POLICE ka koi jawab nahi, kal 1 BIHARI talab me naha raha tha to ek POLICEwala kehta :- chal oye bahar aa k kapde pahen, teri talashi leni hai...
  

Jan, 17 2012     152 chars (1 sms)     6452 views       Jokes > Hindi Jokes

more Hindi Jokes SMS Messages

Buddha Principal se:Zara BANTI ko bulado Principal:Aap kaon?Buddha:Uska dada Principal:Wo chhutti leker aapki MAYYAT me gaya hai.
Lagta hai meri aankh me kuch gir gaya hai, dekho to..Premi: Ek tinka dikh to raha hai,kyu na use wahi rahne diya jaye mai dubunga to sahara dega.!!
Mallika at Airport. Bhikhari: behanji 1 rupiya dedo. Malika gave him 1000 Rs. Secretary: why U gave him 1000 Rs..? Malika: pehli bar kisine behan kaha.
Patni: Agar Me Kho Gai To Tum Kya Karoge, Pati:Me Akhbar Me Istehar Dunga, Patni:Tum Kitne Achhe Ho,Kya Likhwaoge Pati:Jaha b Raho Khus Rho
Mom: Beti badi ho kar kya karogi? Beti: Kuch nahin... Maan banungi, padhungi, shaadi karungi... aur kya? Mom: Jo karna hai karo par zara serial order mein karna.
Wife: ye ladkiyo ko dekhna bandh karo tumhari sadi ho gayi he.Husband: matlab ye ki me diating pe rahu to menu card dekhna bhi chhod du
Pati patni ki jabardast ladai ke baad patni bhagwan se boli AGAR YE GALAT HAI TO INKO UTHA LO,agar main galat hoon to muje VIDHVA Bana do
teacher-osama ki 5 biwi & 20 bachche.lalu ki 1 biwi aur 9 bachche,to batao kaun achcha? studnt-score to osama ka zyada hai par strike rate lalu ka achcha hai
Laluji 1 month Bush Se english ki training le k wapis india aye 1 din phone aya Lalu:who is speaking? Jawab aaya:Hum Sasura Bushva hu
SARDAR &SARDARNI were FIGHTING. SARDAR says:tu SAALI KUTTI! SARDARNI replies:tu SAALA KUTTA! the KIDS was near them said "HUM SALE PUPPY!
Train chali,Bheed badi,Itne me break lagi,1 Ladka 1 ladki se ja takraya,Ladki boli :- "Janvar ho kya?"Ladka bola :-"Jaan to tum ho, mai to Var hu."
Bhikhari : Sahab 1 Rupaye de do!!! Sahab : kal Ana.. Bhikhari : Sara is kal kal ke chakkar mein to is basti me mera Lakho Rupaye fase hai!!