Mom: Beti badi ho kar kya karogi? Beti: Kuch nahin... Maan banungi, padhungi, shaadi karungi... aur kya? Mom: Jo karna hai karo par zara serial order mein karna.
Teacher student se:Tere pitaji ki karde ne Student:Ji woh PWD chalaunde ne!Teacher:Tera matlab Public Works Department?Student:Na ji na,PWD matlab Pakodeyaan waali dukaan
Bhakt: Bhagwanji aap kab kush hote ho, Bhagawan:jab hindi film me vilan ladki ko pakadata hai tab ladki bolti hai please mujhe bhagawan ke liye chod do.