Thappad marne pe naraj patni ko pati bola,"adami use marta he jise pyar karta he." Patni ne pati ko 2 mare or boli "aap kya samjte he k me apse pyar nahi karti.
MUNNA BHAI : Mamu, apun bachpan mein dus maley ke building se gir gaya tha. MAMU : Aarey, phir kya hua. Bach gaya ki tapak gaya? MUNNA BHAI : Yaad nehin hai yaar. Bahut purane baat hai.
Hansa:Automatically ka matlab kya hota hai?Praful:Jab auto me koi ladki baithti hai aur uske sir pe ek bhi baal na ho to usko kehte hain,Auto-main-Takli!
2 sikh Soldiers capture a pakistani, gav him a dice & said-if u get 1,2,3,4,5 we'll kill u.Paki. askd-6 aya to?Sikh -luddio nahi kheli kya? dobara bari.