Santa: Woh ladki kitni sundar hai! Banta: Mujhe uska naam pata hai. Santa: Kya naam hai uska? Banta: Woh bank mein kaam karti hai, uske counter ke upar uska naam likha tha "CHAALU KHAATA
Sardar ne makkhi ke pankh tod ke kaha; Udh ja. But Makkhi nahi udi, Sardar ne kaha; Saabit hua "agar makkhi ke pankh tod diye jaye to makkhi sun nahi sakti
banta apna mobile samundar ke pani me phekakar bolta hai, "Aja, upar aja". His friend asked, "Pani me se upar kaise ayega?".banta- Kyo nahi ayega, DOLPHIN hai.