santa ko nadi paar jana tha,par samajh nahi aa raha tha kaise jaye.santa k nadi ke us paar banta dikhai diya.santa ne jor se pucha banta main us paar kaise ayun.Banta ne kaha tu us paar hi to hai.
Santa k ghar ladki hui Banta:Jab ladki badi hogi to ladke ise chedenge. Santa: Maine iska intezam kar liya! Banta:kya? Santa: Iska naam DiDi rakha hai!