santa goes to see Jurassic Park and when the Dinosaurs start approaching, he was hiding under his seat when his friend asks him ;kyon santaji, kya baat hai? Dar kyon lag raha hai cinema hi to hai.; santa replies ;Aadmi hoon aur akkal hai, pata hai ki cinema hai, lekin voh to janwar hai, usko kya pata
Lady doctor: tum roz subah clinic ke bahar khade ho kar aurto ko kyon ghurte ho? Santa: ji aap hi ne bahar likha hai "aurton ko dekhne ka samay subah 10 se 12".
banta to Girlfriend= Darling main tum se shaadi nahi karsakta gharwale mana karrahe hai. Girlfriend= Tumhare ghar me kaun kaun hai. banta= 1 biwi aur 3 bacche…
Santa: raat pados wali larki mere dream main ayi thiJeeto: Acha? phir akeli he ayi ho giSanta: (Hairan ho ke) haan akeli thi lekin tumhain kese pata?Jeeto: kyon ke us ka husband mere dream main aya hua tha
banta apna mobile samundar ke pani me phekakar bolta hai, "Aja, upar aja". His friend asked, "Pani me se upar kaise ayega?".banta- Kyo nahi ayega, DOLPHIN hai.