Santa 2 pandit: ye tere sir par choti kyu? Pandit: Ye mera ANTENA hai, Isse muje vichar aate hai. Santa: Kamal hai yaha to Dish Tv hai to bhi nahi aate..
Sardar ne makkhi ke pankh tod ke kaha; Udh ja. But Makkhi nahi udi, Sardar ne kaha; Saabit hua "agar makkhi ke pankh tod diye jaye to makkhi sun nahi sakti
Santa ji aapko kabhi pyar nahi hua ? santa - o yar hua tha, par wo manti nahi thi, hamesha i love U kheti thi, pata nahi ye ullu ka pattha 'U' kaun tha.