SANTAr: Doctor help me, mein jab baat karta huun to muje sirf awaaz sunai deti hai, aadmi nahi dikhta. Dr: Aaisa kab hota hai? SANTA: Phone karte waqt.
Sardar apni biwi ko Dr. Ke pas dikhane le gaya, Aur Dr. Ko khub mara, sabne pucha kya hua Sardarji. Sardar bola, Dr. Bolta hai meri biwi ka BP dekhna hai