Sham SURAJ Ko

Sham SURAJ Ko
Sham SURAJ Ko DHALNA Sikhati Hai,Shamma PARWANE Ko JALNA Sikhati Hai,GIRNE Waale Ko Hoti To Hai TAKLIF,Lekin "THOKAR" INSAN Ko CHALNA Sikhati hai
  

Jan, 23 2012     145 chars (1 sms)     1074 views       Shayari > General Shayari

more General Shayari SMS Messages

Wo yaroki mehfil,wo muskurate pal, Dilse juda hai apna bita hua Kal. Kabhi jindagi guzjarti thi Waqt bitane me, Aaj waqt guzar jata hai chand kagaj ke note kamane me.
Dekha hi kya chand lamho me hamne Dekhne ko sara jaha abhi baki hai Abhi to ki he thodi duniya mutthi me Pane ko sara jaha abhi baki hai.........
Khali he Bota lFir B Piye ja rhe He Zindgi se Bor he Fir B Jiye JA rhe He Kisi B APNO ka SMS nai aaraha Fir b har APNOKO SMSkiye ja rhe he
Vo saaz nahi jisme sargam nahi,vo jawani nahi jisme humdum nahi,O sapno mein khushi ko dhoonde wale,vo zindagi nahi jisme gam nahi
"Nayi subah" ka naya Nazara... Thandi Hawaa" leke aayi paigam Hamaraa.... Jago Utho taiyar ho jao,"Khushiyon" se bhara rahe Aaj ka Din Tumhara...
Khusi Ko Bana Lo Zindgi Ka Usul,Rah Me Milenge Kante Kahi Phul,Hogi Kabi Kabi Zindgi Me Bhul,Fir B Zindgi Jine Ka Andaz Rakho COOL..
Zindgi ka har 1shok pala nahi jata,shishe ke khilono ko uchala nahi jata Mehnat se nikal jati he rahein Har kam taqdir par tala nai jata
Zindagi 1 "GIFT" Hai,KabuL Kijiye Zindgi 1 "EHSAS" Hai,Mahsus Kijiye Zindgi 1 "MILAN" Hai,Pyar Kijiye Zindgi Aakhir zindgi hai,JEE LiJiye !
SIRF ALFAZO KI TASVIR HE ZINDGI,DIL K JAZBAT KISNE DEKHE HE.HAS KAR GUJAR LO IN LAMHO KO,KAL K HALAT KISNE DEKHE HE
KUCH KHWAAB AISE HOTE HAIN JINKA HAQEEQAT ME KHAYAAL NAHI KAR SAKTE,KUCH FAISLE KISMATKE AISE HOTE HAIN JINPAR HUM SAWAAL NAHI KAR SAKTE.
Zindagi Kya Hai Ek Fasana Hai..Ashk Pipi K Muskurana Hai..Pir Murshid Ho Ya K Badshah Fakir...Jo Bhi Aaya Hai Usko Jana Hai.....
Dil me khuda hai Ankhon me Nasha hai Baaton me mazaa ha iChahat me Adaa hai Andaz bhi Juda ha iAre Yaar isiliye to sub much pe fida hai!