Khuda dil ke iraade aazmata hai ,sapno ke parde aankho se hatata hai,Hausla mat haarna pyar me musafir,kyonki thoda dard hi insaan ko pyar karna sikhata he
Zindagi ke har mod par sunhari yadon ka ehsas rahne do,Zuban pe har waqt mithas rahne do,Yahi to andaz hai jeene ka,Na khud raho udas na dusro ko rahne do.