Mehkhane Me Jaam Tut Jata Hai, ishq Me Dil Tut Jata Hai, Na Jane Kya Rista Hai Dono Me, Jaam Tute To ishq Yad Aata Hai, Dil Tute To Jaam Yaad Aata Hai.
HAR baat ka koi jawab nahi hota, har ISHQ ka naam kharab nahi hota,yu to zhoom lete hai NASHE mein pine wale, magar har NASHE ka naam SHARAB nahi hota.
Kadam kadam pe hawa ka dhyan rakhna, mushkil waqt mein dosti ko yaad rakhna, humari yadooon ki khushbooo zarooor aayegi, tum bas apni naak saaf rakhna......