Na mila dil ka qadardan is zamane me...ye rishta toot gaya dekhne dikhane me...Sochte hai ek roz puche ge shamma se..Maza kisme hai jalneme ya jalaneme.
Khuda dil ke iraade aazmata hai ,sapno ke parde aankho se hatata hai,Hausla mat haarna pyar me musafir,kyonki thoda dard hi insaan ko pyar karna sikhata he
HAR baat ka koi jawab nahi hota, har ISHQ ka naam kharab nahi hota,yu to zhoom lete hai NASHE mein pine wale, magar har NASHE ka naam SHARAB nahi hota.