dil lagane se pehle na kuch socha tha dil toot jaane ke baad na socha tha rah par chaltey chale aur karvan banta gaya zindagi mein jo paa liya usi ko manzil samaj kar apna liya
Baithe-Baithe jindgi barbad na kijie.Jindgi milti hai kuchh kar dikhane k liye. Roke agar aasman hamare raste ko. To taiyar ho jao aasman jhukane k liye.