Bin saawan barsat

Bin saawan barsat
Bin saawan barsat nhi hoti suraj dhale bina raat nhi hoti. Kya kare haalat hi kuch aisi hai k aapko yaad kiye bina din ki shuruat nhi hoti.
  

Jan, 23 2012     139 chars (1 sms)     1461 views       Shayari > General Shayari

more General Shayari SMS Messages

ZindagiK har mod pe SUNHARI yadoK EHSAS rahneDo SURUR dilMe,ZubaPe MITHAS rahneDo Yehi Falsafa He JEENE ka Na Khud raho UDAS na DUSRO ko rahneDo
Nazar Ko Badlo To Nazare Badal Jate Hai, Soch Ko Badlo To sitare Badal Jate Hai, Kashtiya Badal ne ki jarurat nahi, Disha Ko Badlo to Kinare Khud-b-Khud badal jate hai.
kabhi gam me ho to sms kar lena udas ho humse bat kar lena agar shikva ho hume maf kar dena furast se bethe ho hume yad kar lena
jana kaha tha aur kaha aa gaye duniya me bankar 1 mehman aa gaye abhi to zindagi ki kitab padhi b naiaur na jaane kitne imtehan aa gaye
Hosley buland kar raaston par chal de, Tujhe tera mukaam mil jayega, Akela tu pehel kar, Kaafila khud bann jayega
Kagaj ki kasti thi pani ka kinara thakhelne ki msti thi dil awara tha.kaha fase is badappan k jal meisse to apna wo bachpan hi pyara tha.
Ummidon ki imaarat deh gayi, Khwabon ki duniya bah gayi, Abe teri kya izzat rah gayi, Jab ek khoobsorat ladki tere ko bhayya keh gayi.
Zndgi kbhi mushkil to kbhi asan hoti he,Kbhi uf to kbhi wah hoti he,Na bhulna kbi apni SMILE, Kyuki ise har mushkil asan hoti he.
Kadam kadam pe hawa ka dhyan rakhna, mushkil waqt mein dosti ko yaad rakhna, humari yadooon ki khushbooo zarooor aayegi, tum bas apni naak saaf rakhna......
Aakho ki awaaz kuch aur hoti ha iaansu ki aag kuch aur hoti hai koun bichadna chahta hai apno se majburiyo ki baat kuch aur hoti hai
Todna tute hue DIL ko bura hota hai,Jiska koi nahi uska tau KHUDA hota hai,Aadmi sab acche hai, Aadmi sab acche hai,Par waqt bura hota hai
Kitne b dur jao, Humse chup na paoge Zindgi k har mod pe hume paoge Chahe kitne b msg delete karo Subah inbox me fir hume paoge