kabhi gam me

kabhi gam me
kabhi gam me ho to sms kar lena udas ho humse bat kar lena agar shikva ho hume maf kar dena furast se bethe ho hume yad kar lena
  

Jan, 23 2012     128 chars (1 sms)     1326 views       Shayari > General Shayari

more General Shayari SMS Messages

Phool Banke Kya Jina,Ek Din Murjha Jaoge To Dafna Diye JaogeJina Hai To Patthar Banke JiyoKabhi Murti Bhi Ban Gaye To "BHAGWAN" Kehlaoge
meri SHAYRI chali sahar me BENAAM ho karkuch anjaan AASHIQO ke paigam le kar MAHBOOB ke labo ko chu kar wo SURKH ho gayi lauti to APNA hi EK naya naam le kar
ajnabi duniya me akela khwab hu me sawalo se ghira ek jawab hu me jo na samajh sake unke liye KOUN ?jo samjhe unke liye ek kitaab hu me
Na aana use leke mere janaze main, meri mohobbat ki tauhin hogi, main 4 logon ke kandhe pe hounga, aur meri jaan paidal hogi.
PEE k raat ko hum unko bhulane lage, Sharab me gum ko milane lage, Ye sharab b befawa nikli yaaro, Nashe me to wo aur b yaad ane lage
Aaj ek zindagi aur jee lo, Aaj ek sapna aur dekh lo, Aaj thori khushi aur bant lo, Aaj ek sms aur kar lo, Aaj bas aaj, kya pata kal balance ho na ho.
Agar hum ne aapko aapne gum de diye hote,To aap apne hosh kho diye hote,Hum to phir bhi muskura rahe hai,Aap to khuda ki kasam ro diye hote.
Waqt ki karwat me halat badal jate he insan to kya cheez chand taro ke nizam badal jate he
Deri hi sahi par duri to nahi, Intezar bhala par judai to nahi, Milna bichhadna to kismat hai apni, Aakhir insaan hai hum farishthe to nahi.
Maa Ki 1 Dua Zindgi Bana DegiKhud Royegi Magar Apko Hasa DegiKabhi Bhool Kar Bhi Maa Ko Na RULANA1 Choti Si Baddua puri Dharti hila Degi.
Badal Se Salaam Leta Hoo Waqt Ke Haath Thaam Lta Ho Maut Ruk Jaati Hai Pal Bhar Ko Jab Hatho Me Jaam Lta Ho
Mehkhane Me Jaam Tut Jata Hai, ishq Me Dil Tut Jata Hai, Na Jane Kya Rista Hai Dono Me, Jaam Tute To ishq Yad Aata Hai, Dil Tute To Jaam Yaad Aata Hai.