Dil ka kaha 1

Dil ka kaha 1
Dil ka kaha 1 kam kar do, pyari si muskurahat mere naam kar do, aaj duniya pe 1 ehsan kar do Ghar se naha k niklo aur pure mohalle ko hairan kar do.
  

Jan, 23 2012     148 chars (1 sms)     1261 views       Shayari > General Shayari

more General Shayari SMS Messages

Wada karo toh nibhana seekho Dil ki chahat ko jatana seekho Yun hi kisi se intzaar na karvao,,, Pyare se SMS ka jawab dena to seekho.
Aakho ki awaaz kuch aur hoti ha iaansu ki aag kuch aur hoti hai koun bichadna chahta hai apno se majburiyo ki baat kuch aur hoti hai
Kahte hai Phulo ki jubaan nahi hoti, lafjo me khushbu byan nahi hoti, mila hai sms hamara to kadar kijiye, kismat har kisi par meharban nahi hoti
Itni choti nahi dosti humari, kaise soch liya kinara aa gaya.. Lo phir ho gayi apke mobile mein roshni, ek baar phir sms humara aa gaya...Hi...
Is zindagi se pyar kis namurad ko hai,Mar-mar k ek farz ada kar raha hu Ho to kisi tarha kaid se rihayi bas yahi dua subah shaam kar raha hu..
Tadpta hai jo bina apke.Use gair ka sath nahi chahiye.Nase me hu me shrab ke.Ye khali glas nahi chahiye
Sms diwangi hai jaam nahi,Kanto pe chalna aasan kaam nahi,Yeh toh pal2pal ka junun hai,Kyun ke sms karna har ek ke bas ki bat nahi He
Badal Se Salaam Leta Hoo Waqt Ke Haath Thaam Lta Ho Maut Ruk Jaati Hai Pal Bhar Ko Jab Hatho Me Jaam Lta Ho
Aaj hum bichhade hai to kitne rangeele ho gaye meri aankhein surkh tere haath peele ho gaye kab ki patthar ho chuki thi aankhein magar chhu ke dekha to mere haath geele ho gaye
Ummidon ki imaarat deh gayi, Khwabon ki duniya bah gayi, Abe teri kya izzat rah gayi, Jab ek khoobsorat ladki tere ko bhayya keh gayi.
Khwaish aisi karo ki aasma tak ja sako.Dua Esi karo k khuda ko pa sako Yu to jene k liye pal bahUt kAm he,Jiyo aise ki har pal me jindagi pa sako.
Jivan guzarne ka bahana dhundte hain,Khatam na ho kbhi woh paimana dhundte hain,hosh me to tadpenge raat-din,jo hosh na ane de woh maikhana dhundte hai.