ZINDGI ek raat

ZINDGI ek raat
ZINDGI ek raat hai.. Jisme na jane kitne khwaab hai, Jo mil gya wo APNA hai.. Jo tut gya wo SAPNA hai..
  

Jan, 23 2012     103 chars (1 sms)     1373 views       Shayari > General Shayari

more General Shayari SMS Messages

Dil k dard ko pinewale kya jane. Prem ki boli ko zalim zamana kya jane. Hoti hai mehnat sms banane me,yeh padhkar DELETE karnewale kya jane.
bekhudi ki zindagi jiya nahi karte picha kisi ka kiya nahi karte yeh dil jo tum par aa gaya warna pyar bhi hum kisi se kiya nahi karte
Bachpan k dukh bhi kitne achhe the,tab to sirf khilone tuta karte the.Wo khushiyan b na jane kaisi khushiyan thi,titli ko pakad k uchhla karte the…
Ye zindgi ka safar khatam kab hoga,Dukho ka ye sailab kum kab hoga,Thak chuke hai hum tanha safar me jeet lu har bazi Ye mumkin kab h0ga?
Pyar to humein bhi karna tha, par kuch khaas nahi hua. Tajmahal to humein bhi banana tha.. par afsoos ke.... loan pass nahi hua..
Jo ho gaya use soncha nahi karte,jo mil gaya use khoya nahi karte,kuch hasil unhe hota hai"ZINDAGI"me,jo waqt ki halat me 'roya' nahi karte.
Dil se apka khayal jata nahin, Apke siwa koi yaad aata nahi, Hasarat hai roz apko dekhu, Par kambakt woh madari apko roz lata nahi
Yaha har koi 1 bahana chahta he Ek-duje k nazdik ana chahta he Berukhsi duniya ki aabo-hawa me Yaha har koi Kuchpal Dilse muskurana chahta he
Todna tute hue DIL ko bura hota hai,Jiska koi nahi uska tau KHUDA hota hai,Aadmi sab acche hai, Aadmi sab acche hai,Par waqt bura hota hai
Wo Apne Ishq ME Kesa Kamal Rkhta Hai K berukhi Me b mera khyal rkhta hai wo aaj nahi mera wo kal mera hoga k Hr Admi Subeh ka Intezar Rakta Hai
Sms diwangi hai jaam nahi,Kanto pe chalna aasan kaam nahi,Yeh toh pal2pal ka junun hai,Kyun ke sms karna har ek ke bas ki bat nahi He
Deri hi sahi par duri to nahi, Intezar bhala par judai to nahi, Milna bichhadna to kismat hai apni, Aakhir insaan hai hum farishthe to nahi.