Jo kal tha,

Jo kal tha,
Jo kal tha, usey bhoolkar toh dekho, Jo aaj hai, usey jeekar to dekho, Aane wala pal khud hi sawar jaayega, Zara iss zindagi ko jeekar to dekho
  

Jan, 23 2012     143 chars (1 sms)     1305 views       Shayari > General Shayari

more General Shayari SMS Messages

Kuch khona hai kuch paana he...,Jeevan ka khel puraana he.., Jab tak ye saans chale gi...,Yaara ye to chalte JAana he..
Ek se ek shararat apki dil khush kar dene ki aadat aapki hum rahe ya na rahe is jahan mein rahein salmat hamesh ye muskurahat apki
Jiski ek smile par duniya fida... Jis se dil na hina chahe juda... Jiska style hai La-jawab... UNHI ka SMS padh rehe hai aap janab
"Nayi subah" ka naya Nazara... Thandi Hawaa" leke aayi paigam Hamaraa.... Jago Utho taiyar ho jao,"Khushiyon" se bhara rahe Aaj ka Din Tumhara...
Chandi ka ghoda sone ki lagam msg pdnewalo ko mera salam.Tea pepsi pinewalo kbhi pani b piya kro,fokat k msg pdnewalo kbhi rply b kiya kro.
Badal Se Salaam Leta Hoo Waqt Ke Haath Thaam Lta Ho Maut Ruk Jaati Hai Pal Bhar Ko Jab Hatho Me Jaam Lta Ho
Kitne aziz ho tum ye bataye kaise, humari sadgi tumhe dikhaye kaise, dosti aapki anmol hai hamare iye, chand paiso ke sms se apko samjaye kaise..
fulo ka koi pariwar nhi hotakhusbu ka koi ghar nhi hotakagaz-pani ki dosti kitni b gehri kyu na hopar kagaz ki nav se dariya paar nhi hota
Waqt Ki Anch Per Pathr Bhi Pighl Jate Hain.. Keh kahe Tut Kar Ashkon Mein Badal Jate Hain.. Umar Bhar kon Kisi Ko Yaad Kya Karta Hai.. Waqt Ke Sath Khayalat Bhi Badal Jate Hain
meri SHAYRI chali sahar me BENAAM ho karkuch anjaan AASHIQO ke paigam le kar MAHBOOB ke labo ko chu kar wo SURKH ho gayi lauti to APNA hi EK naya naam le kar
Milke bichadna dastur he zindgi ka ek yahi kissa mashhu rHe zindgi ka Bite huye pal Kabhi laut k nahi ate Yahi sabse bada kasur He zindagi ka
Dekho Koi Vada Na Karo Bhul Jaoge Muje Yaad Zyada Na Kro Bhul Jaoge Me Aaun To Kr Lena Gile Shikwe Sare Abi Se Irada Na Karo Bhul Jaoge