Haqikat Samjo Ya Afsana, Apna Samjho Ya Begana Hamara Apka Rista Naya Ho Ya Purana, Lekin Farz Hai Apko Batana, Ki Thandi Shuru Ho Gayi Hai Firbi Roz Nahana
Zindagi ke har mod par sunhari yadon ka ehsas rahne do,Zuban pe har waqt mithas rahne do,Yahi to andaz hai jeene ka,Na khud raho udas na dusro ko rahne do.