yaad aai kabhi

yaad aai kabhi
yaad aai kabhi to aankhen band nuhi karna hum chale bhy jain to ghum nuhi karna. ye zaroori nuhi har rishte ka koi nam ho par dosti ka ahsas dil se kam nuhi karna.
  

Jan, 23 2012     163 chars (2 sms)     1270 views       Shayari > Dost Shayari

more Dost Shayari SMS Messages

Dosti ki gehrai judai me bhi hoti hai,Batein to hoti rehti haiPer bina baatonki dosti jab jinda rahe,Tabhi usme Sacchai hoti hai!!!
Jaise taaro ke saath hai, vaise sache dost ke sath vishwas hai, dil ki nazaro se dhundoge agar, hum har waqt apke paas hai...!
Jamane me koi na sahara najar aya Bas tuhi 1 hamara najar aya Teri dosti me is kadar bahete rahe Na tufan najar aya na kinara najar aya
Munkin nahi shayad kisi ko samjh pana, smjhe bina kisi se kya dil lagana,aasan hai kisi ko dost banana,bahut mushkil hai kisi ki dosti pana..
Kya karege ishQ Kar k Dosto,jab cahane wale ne hi Dil tod diya,Hum par shak na karo Dosto,kyu ki Humne to ab ishQ karna hi chhod Diya.
Har lamha hum aapse dur ho rahe hai,na jane is zindagi se kya kho rahe hai,khayal rakhna ki duriya itni na badh jaye,ki hum phir ajnabi na ho jaye.
Pulon ki wadi me ho basera apka, sitaron k aangan me ho ghar apka, dua hai ek dost ki, ek dost ko... Ki sare jahan se khubsurat ho Kal apka.
EK SHABD ME KYA TARIF KARU AAPKI,AAP SHABDDO ME KAHA SAMA PAOGE,BAS INTA JAANLO K JAB B BAAT CHALEGI DOSTI KI,MERI ANKHO ME AAP HI NAZAR AAOG
Milta Hai Sukoon Dil Ko Us Yaar Ke Kooche Mein Har Roz Magar Jaana Aacha Bhi Nahin Lagata
Farz-e-dosti yuhi nibhate rahenge,Waqt-bewaqt yuhi sataate rahenge,Dua karo umar lambi ho hamari,Varna yaad bankar tumhe rulaate rahenge
2Chijo Se Bani Hai Ye Duniya Thodi Himat Thoda Dum 2Lamho Se Bani Hai Zindgi Thodi Khushi Thoda Gum 2Chijo Se Bani Hai Dosti1Aap 1Hum!
Waqt ki raho me aap bhula de chahe hume,par hum aapko bhula na payenge,teri dosti ki kasam ye dost,tu aawaz bhi de sapane me,hum hakikat me chale aayenge