Armano ki sej par dosti ne karwat li hai.Apke dost ne apko ye kasam di hai.Juda ho k bhi juda na hona.Warna log kahenge,Ek dil ne dhadkan Ki jaan li hai.
Chand ki chandni shayad madhyam pad jaye, phulon ki khushbu shayad phiki pad jaye. Par hamari dosti mehekti rahe, shayad zindagi ke lamhe kam pad jaye.
Aap ki yaad me sab kuch bhulaye baithe hain,Chiraag khushiyon ke bujhaye baithe hain…Hum to marenge aap ki baahon mein,Yeh bhi maut se shart lagaye baithe hain