Hasna hamara kisi ko gawara nahi hota Har musafir jindagi ka sahara nahi hota Milte hai bahot log is tanha jindagi mein Par koi DOST tumsa pyara nahi hota!
Ham tere dil mein rahenge ek yaad bankar, Tere lab pa khilenge muskaan bankar, Kabhi hamein apne se juda na samajhna, Hum tere saath challenge aasmaan bankar.