Kise apna banayen,

Kise apna banayen,
Kise apna banayen, koi iss qabil nahin miltaYahan patthar bahut milte hain, dil nahin miltaYeh duniya FAREBon ki basti hai e dostYahan sirf dard milte hain, Humdard nahin milta.
  

Jan, 23 2012     177 chars (2 sms)     1269 views       Shayari > Dost Shayari

more Dost Shayari SMS Messages

Har zindagi ko ek kinara Chahiya Her Saksh ko ek Sahara chahiye Zindagi jee sake hanste-hanste isliye dost aap jaisa pyara chahiye
Andhere me rasta banana mushkil hota hai. Tufan mein deepak jalana mushkil hota hai. DOSTI kisi se bhi kar lena mushkil nahi, Ise bas nibhana mushkil hota hai..
Aaj nahi to kal dosti pe aitbar hoga.. Pathar k dil ko bhi mom se pyr hoga.. Ja mere SMS mere dost se mil.. Unko mere msg ka intezar.
Dil ki amiri bzar me nahi milti, Sachi dosti har daal par nahi khilti, Apno pe hmesha aitbar rakhana, Kyoki Sachi dosti bar bar nhi milti.
Jo asani se mile woh hai ghum,jo mushkil se mile woh hai paisa,jo kisi kisi ko mile woh hai pyar,jo naseebwalon ko mile woh hai aap jaisa yaar..!
Wo dosti kya jisme duriya na ho,wo apnapan hi kya jisme ladai na ho,wo dil hi kya jisme Jalan na ho, aur wo hum hi kya jisme tum na ho.
Dosti se badi koi jageer nahi, isse achee koi tasveer nahi, ek nazuk dhaga hai yeh, phir bhi isse pakki koi zanzeer nahi.
Teri Khushi se na sahi gam se bhi rishta hai mera, yeh jo tere zindagi hai who ek hissa hai mera, e dost tujhse lafzon ka nahi, ruh ka rishta hai mera.
Sheir bhi nazam bhi geet bhi hai Wafa kya hai wafa bhi dosti hai Dil se nikli Dua bhi dosti hai Bas itna samajh lo tum Pyaar ki inteha bhi dosti hai
Har lamha hum aapse dur ho rahe hai,na jane is zindagi se kya kho rahe hai,khayal rakhna ki duriya itni na badh jaye,ki hum phir ajnabi na ho jaye.
Ajab sa ehsaas hai Dosti, Do insano ka saath hai Dosti. Khuda ki khudai hai Dosti, Zindagi ki sachayi hai Dosti. Naseeb wale hain hum jo payi hai Aapki Dosti
Vo dil kya jo milne ki dua na kare,tujhe bhul kar jiyun khuda na kare,rahegi teri dosti meri zindagi bankar,ye baat aur hai agar zindagi hi vafa na kare....!!