Zamane bharki baton me hume Nahi bhula denaJab kabi yaad aaye zara sa muskura denaZinda rahe to milnege aye dostNahi to har diwali mere nam ka dia jala dena
Dost to ruksat ho jaate hain, par kuch yaadon ke daayre ban jaate hain. Bhool jaana to insaan ki fitrat hai, par kuch acche Dost yaadon mein bas jaate hain...
Jio itna ki marna mushkil ho jaye, Haso itna ki rona mushkil ho jaye, Kisise'DOSTI' banana achhi bat hai, Magar nibhao itna ki bhulana mushkil ho jaye.