kisi ka pyar pane ki tamanna nahi, aap jaisa dost ka dular mile itna kafi hai aap chahe humein milo ya na milo, par humein yaad karte raho bas itna kafi hai
Har insan ki alag pehchan hoti hai, per hamara sms ki alag hi shaan hoti hai, har kisi ko karte nahi sms, magar jis ko karte hai us me hamari jaan hoti hai
Shaayad phir se milne ki taqdeer mil jaye,jeevan ka haseen pal mil jaye,chal phir se banaye sagar par ret ka makaan, shaayad waapis apna bachpan mil jaye..