Andhere me rasta banana mushkil hota hai. Tufan mein deepak jalana mushkil hota hai. DOSTI kisi se bhi kar lena mushkil nahi, Ise bas nibhana mushkil hota hai..
Wqt k panne palatkar, fir woh haseen lamhe jeene ko dil chahta hai... Kabhi muskuraya karte the sab dost milkar...Unhe sath dekhne ko dil taras jata hai...