Kata na hota to phool ki hefazat na hotiAndhera na hota to Roshni ki zarurat na hoti Agar mil jati har khushi duniya me to Dil se DOSTI ki jarurat na hoti.
Ham tere dil mein rahenge ek yaad bankar, Tere lab pa khilenge muskaan bankar, Kabhi hamein apne se juda na samajhna, Hum tere saath challenge aasmaan bankar.
Chand ki chandni shayad madhyam pad jaye, phulon ki khushbu shayad phiki pad jaye. Par hamari dosti mehekti rahe, shayad zindagi ke lamhe kam pad jaye.