Ai dunia walo mer jaaoon to ik nasiaht yaad rakhna.. Qabar ko saf suthra rakna aur mashel ko jala daina.. Ik na ik din aayai ga mera dost milnai mujhai.. Usai daiknai kai liyai aik roshen daan zarroor rakhna.......
Aksar dosti karne wale,Apne dost ki tarif karte rehte hai,Taki wo unse juda na ho jaye,Hum isliye khamosh rehte hai,Taki un par koi aur fida na ho Jaye