Jab kabhi tera

Jab kabhi tera
Jab kabhi tera naam lete hai Dil se hum inteqam lete hai Meri barbadiyo ke afsane Mere yaro ke naam lete hai Bas yehi ek jurm hai apna Hum muhabat se kaam lete hai.
  

Jan, 24 2012     164 chars (2 sms)     1108 views       Shayari > Dost Shayari

more Dost Shayari SMS Messages

Kya mangu tumhe pane ke baad,kiska karu intzar tere ane ke baad,kyu dosto pe jaan tak luta dete hai log,malum hua tumhe dost banane ke baad
Suraj se achha sitara koi nahi,Jaisa hai rishta hamara dusara koinahi. Chahe saari duniya mai dhund lo, Aap jaisa Awara aur Mujh jaisa Pyara koi nahi.
Akhan di benuri changi nahin hundi, Dostan ton duri changi nahin hundi, Kade kade milya vi kar yaara, Har vele SMS naal gal puri nahin hundi
Aaj suraj nikalne k bad b ankhe nai khuli Coffee pine k bad b mood nai aaya Sochte rahe kya hua Phir yad aaya k 1 Dost ko sms nahi kiya
Yeh hamari kismat hay ki aap hame dost kehte hai, Dur hokar bhi yaad karte hai, Waqt aane par hum bhi dikha denge, Dosti ka haque kaise ada karte hai
Dosti ki hai, Nibhani to padegi, Aapki taklif hume baatni to padegi, Aapki taklif na jaan sake to dosti kis kaam ki, Aapke liye mar na sake to zindagi kis kam ki.
Har Khushi Dil Ke Karib Nahi Hoti, Jindgi Gamo Se Door Nahi Hoti, Aye Dost, Dosti Ko Sanjo Kar Rakhna, Dosti Har Kisi Ko Nasib Nahi Hoti.
Har duaa kabul nahi hoti, har aarzu puri nahi hoti, jinke dil mein aap jaise dost rahte ho unke liye dhadkane bhi zaruri nahi hoti.
Sari umar aankho me 1 sapna yad rahega, sadiya beet jayegi wo lamha yad rahega. Jane kya bat thi un dosto me, mehfil bhul jayege bas wo dostana yad rahega.
TERI DOSTI,TERI WAFA HI KAFI HAI. TAMAM UMR YE ASRA HI KAFI HAI. JAB BHI WAQT MILE 1 SMS YA PHONE KAR DENA,KHUSHIYO KE VASTE YE HI KAFI HAI
Khayalo me hum rahe ye ahsas rakhna, Nazro se door sahi dil k pas rakhna, Ye nahi kahte ki sath raho hamesha, Door se hi sahi hamesha"Yaad Rakhana
Jab dosti ki daastan waqt sunayega, Humko bhi koi shaks yaad aayega, tab bhool jaayenge zindagi ke gamo ko, Jab aapke saaath gujara zamana yaad aayega.