usey khena k pulkoun pe na tankey khowab ki jhaler samander k kinarey ghar bana ker kuch nahi milta koi aik aadh sapna ho to phir acha bhi lagta hai hazar khowab aankhoun main saja ker kuch nahi milta
Teri Khushi se na sahi gam se bhi rishta hai mera, yeh jo tere zindagi hai who ek hissa hai mera, e dost tujhse lafzon ka nahi, ruh ka rishta hai mera.