Khushion Ki Aarzoo

Khushion Ki Aarzoo
Khushion Ki Aarzoo Mein Mukaddar Hi So Gye Andhi Chali Aesi Ke Chahne Wale He Kho Gye Apne Bhi Mile The Kuch Iss Andaz Se Humdard Bn Ke Aye Aur Kante Chubo Gye
  

Jan, 24 2012     159 chars (1 sms)     993 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

A khuda ab to andhro me ujale kr de,hausla dekar samndr k hwale kr de,hm dost wo moti h jo bikhre hue rhte h,eltja h hme dhago k hwale kr de
Jindagi Ka Ajab Dastoor Hota Hai, Paas Chahte Hain Jise Wo Door Ho Jata Hai, Azib Hote Hain Woh Log, Jo Tod Dete Hain Har Kisi Ka Dil, Par Jante Nahi Ki Koi _ Koi Kaanch Kohinoor Hota Hai.
Vada Hamne Kiya Tha Nibhane Ke Liye Ek Dil Pane Ke Liye Unhone Mohabbat Sikha Di Or Kaha Hamne To Mohabbat Ki Thi Tumhe Aazmane Ke Liye .
Tamam Umar Brabar Yehi Malal(Dukh) Raha.Uska Jawab Mere Wastey Sawal Rha,Jo Ik Bicharne Ko Maut Kehta Tha,Mere Baghair Bi Zinda Hazaro Saal Raha
sari duniya thai mere janaje ke piche, ek wo hi nahi thai mere janaje ke piche, ho bhi to kese, uska janaja tha mere janaje ke piche.
Nazar ne nazar se mulaqat kar li, rahe dono ek dam khamosh par phir bhi baat karli. kuch samay baad mohabbat ki fiza ko tab jana jab khud ko akela paya, aur tab mere in aankhon ne ro ro ke barsaat kar li.
PHIR CHUPKE SE YAAD A GAYA KOI, MERI AANKHON KO PHIR RULA GAYA KOI, KAISE USKA SUKRIA ADAA KARUN, MUJH NACEEZ KO SHYAR BANA GAYA KOI.
khwaab dekhte huve ab ye dil thak chukaa haimera har khwaab pathar sa ho chuka hai sheesha hota to tootne ka gum na hotaye to pathar hokar bhi toot chuka hai
Wafa nhi milti yaha wafa krke, humne dekha h tazurba krke, zndgi to kbhi nahi aai, maut bhi ayi to zara zara karke.
Dil ke zakhmo ki sifarish na hui,humari muskan ki faramaish na hui. jise dekhne ko tarsati rahi aankhe unhe humse milne ki khwahish na hui..
Baat Chal Padi Wafa Ki Hon Rahi Thi Khamian Jisko Humne Apna Samjha Woh Jala Gaya Aashian
Kaun chahta hai kisi se DiL lagana Magar ye pyar 1-din sabko ho hi jaata hai Kaun chahta hai apna DiL dukhana Magar ye pyar sabko Rona sikha hi deta hai...