Wo tere pyar

Wo tere pyar
Wo tere pyar ka gam ek bahaana tha sanam Apni taqdeer hi aisi thi ki dil toot gayaYe gam na hota toh koi aur gam hota Mai woh bdnaseeb hu jo har haal mein rota
  

Jan, 24 2012     159 chars (1 sms)     1024 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Kabhi Hasaney Ki Kabhi Rolaney Kii Achii Aadat Hai Yeh Zamaney Kii Merey Is Dil Ko To Rona Bhi Nahi Aata Tumhi Koi Surat Karo Isey Rulaney Kii
Chhota Sa Masla Tha Ulzta Chala Gya Jo Fesla Tha JahenMe Wo Sab Bekar Ho Gya,Taklif B Dusro Ko Uthani Nhi Padi,Me KhudHi Apne ApMe Taksim Ho Gya.
Zndgi me bahot bar esa waqt ayenga Jab apko chahne wala hi apko rulaega Magar viswas rakhna uspar,Akele me wo tumse kahi zyada asu bahaega
Wafa karo itni ke bewafaai na rahe kisi ko chaaho itna ke koi hadd na rahe honto pe apne banaaye rakho muskaan ke dukh ka koi nishaan na rahe
Har Roz Koi Khwab Tut Jata Hai, Har Roz Koi Apna Ruth Jata Hai Na Jane Meri Kismat Me Kya Hai Jise Mai Yad Krti Hu, Wo Muze Bhul Jata Hai.
Har Gam Sahe Uske Pyar Ki khatir.Har Diwar Todi uske Dedar ki Khatir..dunya Ko bHula diya usey Pane Ki khatir. Usne mera Dil tod Diya Auron Ki Khatir..
Hasta huya dekh kar log kehte hain ke hum gam se khali hain, par unhe kya pata ke jo gam ke baag hain, hum us baag ke mali hain..
Muskurate aap raho, khush hum ho jaynge, Manzil aap pao jeet ham jaynge, jiyo aap chahe kisi k bhi liye par, jarurat padi to aapke liye SAANSE hum chod jaynge.
Kaha koi aisa mila jispar duniya luta dete,Har ek ne dhoka diya kis kis ko bhula dete,Apne dilka zakhm dilme hi dabaye rakha,Karte bayan to mehfil ko rula dete.
Thokar khaate hain aur muskuraate hain,Iss dil ko sabr karna sikhaate hain,Hum toh dard lekar bhi unko yaad karte hain aurWoh dard dekar bhi bhul jaate hain.
Badi Mannat Se Mere Duniya Lutai Hoge..Mera Pyaar Ki Hasti Bhi Mitai Hoge Laa Tera Pairo Me Marham Laga Du Mera Dil Ko Thokar Marne Me Tumhe Chot To Aaye Hoge
zindagi ne khushiyon ko pukara he,zara muskurao apka har gum hamara he,phul khilte rahe jivan me apke,kanto ke liye to daman hamara he