Apke liye hamare dil me kuch khas jaga hai, Har pal apke paigam k aane ki aas hai, Bhejte rahiye yunhi sms, Bus apke bheje huwe alfaz me mithas bahut hai.
Bada armaan tha tere sang jeevan bitanne ka, Shikwa he bas tere khamosh reh jaane ka, Dewaangi isse badkar bhi kya hogi, Aaj bhi intajaar hai tere aane ka.