Kahne Ko Sab

Kahne Ko Sab
Kahne Ko Sab Kuch Hai, Magar Kuch Kami Si Hai, Lagta Hai Ke Dhadkan Thami Si Hai... Hamari Mohabbat Ko Thukrane Wale Zara Aaina To Dekh.... Teri Aankho Mai Bhi Nami Si Hai...
  

Jan, 25 2012     174 chars (2 sms)     1136 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Ek ummeed ka diya jalaya tha aapke pyar ko paane ko, Par adhoora reh gaya mera sapna ek hone ko. Yaad karte hain hum aapki yaadon ko, Aur barsa dete hain in aansuon ko.
AshKO Ko PaLko Se Rok Lete HE humWo Aah Jo Bhare To Ro Dete HUMUnki Mohabat Ne Zinda Rakha HE WrnAZindgi Ka DaMaN Kab Ka Chod Dete HuMRS
Pyar nahin karna tha humse, dillagi to na ki hoti, ae bewafa beech samundar mein lakar mara, ek kashti to di hoti.
Apne Aagaaz Se Aaaj tak Zindagi Teri Hi Yaad Main Gum Rahi Phir Bhi Jaane Kyon Yeh Ihsaas Hai Jaise Chaahat Meri Kam Rahi
Kuch aise din b meri zindagi mei aaye hai.. Aankhe jab roti hai honth muskaraye hai, sabse jyada jo dur gaye mere daman se,jaane ku sabse adhik yaad wahi aaye hai..
Falak Ke Teer Ka Kya Nishana Tha Idhar Mera Ghar .Udhar Uska Aaashiyana Tha .. Puhunch Rahi Thi Kinare Pe Kashti-E-Umeed . Usi Waqt Is tofaan Ko Bhi yahaan Aana Tha
Kabhi-Kabhi Dil Udas Hota Hai Halka Sa Akho Ko Bhi Ehsas Hota Hai Jhalakte Hain Meri Akho Se Aansu Jab Meri Vajah Se Man Apka Udaas Hota Hai.
Kadam Kadam Par Baharon Ne Sath Chod Diya, Pada Jab Wakt To Apno Ne Sath Chod Diya. Kasam Kaii Thi Is Sitaron Ne, Sath Dene Ki , Subah Hote Hi Sitaron Ne Bhi Sath Chod Diya.
Sochta hu ye pyar ka pagalpan chhod du,Dilka rista 1hi pal me tod du,Hame to bas ye Samaj Me nhi ata,Ki tute hue is dilko aur kitna tod du…
Jakham jab mere sine me bhar jayenga, Ansu bhi moti bankar bikhar jayenga, Ye mat puchna kis kis ne dhoka diya, Varna kuch apno ke bhi chehere utar jayenga
BAHUT KUCH LE AAYE HAMARI ZINDAGI ME AATE HUE... ISILIYE AANKHEN BHAR AAI AAPSE DUR JAATE HUE...
Hame ashqon se palkon ko bhigona nahin aata,mile jo khushi to use khona nahin aata,seh lete hain har gam haske aur log kehte hain hamen rona nahin aata.