Kya mohabbt kisi

Kya mohabbt kisi
Kya mohabbt kisi ke bhi kabil nahi hai jo dil chahe kyu usse wo hasil nahi hai saans ab jeevan ko itni door layi hai maut keh rahi hai wo teri manzil nahi hai.
  

May, 04 2012     160 chars (1 sms)     1735 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Mehfil me teri aaye hai to pee kar hi jayenge,pyaar tujhse kiya hai to dil de kar hi jayenge,jeete ji tujhe rota na dekh payenge,maut ke baad bhi tujhe hasta chod jayenge.
Pyar karne ki humne saza payi h,Ashq h, gum h or tanhai h,Socha tha ho jayega milan hamara,kya pata tha hamari kismat me sirf judai h
Mein tere khawb dekhu, Bhale hi tu mujhe bhool jaye, Dekhte hi dekhte magar, Aankho me paani bhaar aaye.
APNA TO YAHI KAHNA HAI US KHUDA SE ” SARA KASOOR US KHUDA KA HAI , JISNE YE ISHQ BANAYA HAI ! JAB DE HI DIYA THA YE DIL TO, KYO USME YE DARD JAGAYA HAI!
Is do pal ki zindgi me tanhai kyo hai,Logo ko humse ruswai kyo hai,Is duniya me insaan kam nahi hai,Fir hamare sath sirf hamari parchai kyo.
Gam nahi tha humko kabhi zamaane ki ruswayion ka,Takleef hoti hai jab koi apna khafa ho jata hai,Dil ki khalish aksar jaan leva ho jati hai lekin,Dar-e-dil ek had ke baad dard-e-dawa ho jata hai.
MERI KHAHANI EK BAND KITAAB SI HAI, JIS NE KHOLA US NE PARHA NAHI, JIS NE PARHA WO SAMJHA NAHI, JO SAMJHA AAJ WO MERE PAAS NAHI
Waqt Dega Is Qdar Dukh Kbi Socha N Tha,Wo HmSe Hoga Juda bSocha N Tha,Roothna To Rasm-E-Duniya H Magr,Is Qdar Hoga Khfa Kbi Socha Na tha
Ek din zindgi aise mukam pe pahunch jayegi,, Dosti to sirf yaadon me reh jayegi.. Har cup chai yaad tumhari dilayegi,, aur haste haste fir aankhein nam ho jagegi
Aashiq ne khuda se kaha,'aai khuda aap kabhi ishq mat karna.. Bemaut mare jaoge,hum to mar k aap k paas aajate hai.. Par aap kahan jaoge.....
Kehte he jise nasib mil gya hatho s Ban k aansu jhalak gya ankho s Koi to bataye kaise bhul jau usse Jo Kbhi dur gya hi nhi in saanso Se
raat kya dhali taare chale gaye gairo se kya gila jab apne chale gaye jeet to sakte the ishq ki baazi hum bhi par unhe jitane ke lye hum harte chale gaye