Rulane wale aakar

Rulane wale aakar
Rulane wale aakar hume rula dege zaher deke gehari neend sula dege fir b koi gam na hoga hume dard to tab hoga jab aap hume bhula dege
  

Jan, 25 2012     134 chars (1 sms)     24063 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Is se zyada kya rakhte hai chahat ki umeed,mita diya khud ko tumhe paane ke liye,mar kar bhi na bhool payenge hum,aankh to bandh ki hai sirf zamane ke liye.
KAHA THA US NE K APNA BANA K CHORON GA HUWA BHI YOUN K APNA BANA K CHOR DEIYA
suna hai wo jate huwe keh gaye, ke ab to hum sirf tumhare khwabo me hi aayege, koi keh de unse ke wo wada kar le hum zindagi bhar ke liye so jayenge.
teri yaadon ka sahara lekar gum galat kiye humne zindagi ke adnaame pe aaj khoon ke dastakhat kiye humne.
IS DIL SE TERI YAAD BHULAI NAHI JATI, YEH PYAR KI DAULAT HAI LUTAI NAHI JATI, MAR MAR KE BANAI HAI JO TASVEER TERI, APNE IN HATHON SE MITAI NAHI JATI.
Na teer, na talvaar se ghayal hue hum... Teri sirf ik nazaar se, ilzaam, Shaayar hue hum... Huwi hum se ye nadani, kay teri mehfil mein aah bethay. Ho kay zameen ki khakh, aasman se dil laga bethay.
Shishe se bane dil ko dard ne churchur kar diya Fir nafrat ke chigarion ne dil ko pathar bhi kar diya
Aj uski yaad ne hum ko tarpaya bohat aj na chahte hue b wo yaad aya boht wo mera tha mera hai mera rahe ga humne iss khayal se khudko behlaya bohat
Main to chirag hu tere aashiyane ka, kabhi na kabhi to bujh jaunga, aaj shikayat hai tujhe mere ujaale se, kal andhere me bahot yaad aaunga..
TERI YADO K CHIRAGO KO JALAYA HR SHAM, TERI BAATO KO BETH KAR DOHRAYA HR SHAM, MANGI HE KHUDA SE TERI ZINDAGI KI DUA, TANHA BETH KAR HAATHO KO UTHAYA HR SHAM
Hichkkiyon se is bat ka ehsas he ki shayad hame koi yad to karta he,bhale hi milne na aye par ek lamha ham par nisar to karta he......
BAHAAR AA BHI JAYE TO KYA HO JAYEGA HAM AKELE HONGE AUR DIL BHI AKELA HOGA, KASH KI TUM AATE BAHAAR KE SATH TUM SE KAHTE VO SARE DUKH JO TUMHAARE BIN GUJARE HAIN.