Ruhu Ko Ek

Ruhu Ko Ek
Ruhu Ko Ek Saans Ka Huk Hai Aankho Ko Ek Nighaa Ka Huk Hai Ek Dil Main Bhi Le Kar Aaya Hoon Mujhko Bhi Ek Ghunha Ka Huk Hai...
  

Jan, 25 2012     126 chars (1 sms)     1435 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Mat Khol Mere Makaan K Udas Derwaze Hawa Ka Shor Meri Uljanhain Berha Dega Mein Khoob Waqif Hoon Apne Dost Ki Fitrat Se Wo Jab Dega Dard To Rula Dega..
Na Pucho Hamse Koi Baat Ke Zindgi Ek Sawal Ban Ke Rah Gai Hai, Dard Itna Hai Sine Me Ki Khushi Ek Khayal Ban Ke Rah Gayi Hai.
Mit gaye hain sab zakham, Bas nishaan baaki reh gaya, Saza puri ho gayi, Karna gunaah baaki reh gaya.
Pyar ka ajib sila dia hai usne, Meri tanhaiyo me muji ko rula dia hai usne, Kehti thi meri jaan hai ,Aaj usi jaan ko bhula dia hai usne
YE AUR BAT HAI KE DUSHMAN HUA HE AAJ WO KAL TAK MERE DOST THA USE BURA NA KAHO NAJANE KONSI MAJBURI AA GAI HAI WO SATH CHOR GEYA USE BEWAFA NA KAHO
1 AJEEB SA MANZAR NAZAR AATA HAIAHAR 1 KATRA SAMUNDAR NAZAR AATA HAIAKAHA BANAU ME GHAR SHEESHE KAAHAR 1 K HAATH ME PATHAR NAZAR AATA HAI
Kabhi-na-kabhi ye dil jarur rota hai,Jab koi apna mil-kar nazaro se dur hota hai.Sab se pahele roti hai ye aankhe,Q ki dil se jyada kasoor in ka hota hai.
Dilon se khelne ka hunar hume nahi aata.! Isliye ishq ki baazi hum haar gaye.! Meri zindagi se shayed unhe bahut pyar tha.! Isliye mujhe zinda hi maar gaye.
Kash Ye Dil Shishe ka bana hota Chot Lagti to Beshak ye Fanah hota Par Sunte Jab Wo Aawaz iske Tutne ki Tab Unhe b Apne Gunah ka Ehsaas hota..
Ja raha hu marne ko, Aaj mann udas hai, Yaad nahi kiya aaj usne, Jiski mujhe aas hai, Mujhe bhooL gaya wo, Jo dil ka khas hai..!
Unke Bewafai Par Wafa Hum KarengeYaad Ko Unki Dil Se Juda Hum KarengeItna Chaha Phir Bhi Yakeen Nahin Aise Zindagi Jee Kar Kya Karenge
Zamane se gujar gaye hote,jeene se pehleg gi mar gaye hote bandhe na hote agar apke dosti ke dhag me hum to kab ke motiyo jaise bikhar gaye hote