Chahat hamari woh

Chahat hamari woh
Chahat hamari woh samaj na paye,Aankhome CHHipi baatain woh padh na paye,Malum hai unhe woh jaan hai hamari,parHam par wo bharosa na kar paye.
  

Jan, 24 2012     142 chars (1 sms)     1258 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Aap DiL Se Yu Pukara Na Karo, Humko Yu Pyar Se Ishara Na Karo, Hum Dur Hai Aapse Ye Majburi Hai Hmari, Aap Tanhaiyon Me Yu Rulaya Na Kro
Wo AAINA hi thi, chamakti hi rahi Mai chirag tha bas jalta hi raha wo phool thi or mai ek kaanta wo mehakti hi rahi or mai chubta hi raha
Mujhai dard-e-ishq ka maza maalum hai, Dard-e-dil ki intha maalum hai, Zindgi bhar mooskrane ki dua na do yaro, Mujhai pal bhar mooskrane ki saza maalum hai.
Dil k kahne pe duniya chhod aaye,sabhi riste nato se muh mod aaye,humse na mango hisab wafai ka yaro,unki chaht me n jane kitno k dil tod aaye.
Mohabbat mein laakhonohabbat mein laakhon zakham khaye humne, afsos unhe hum par aitbar nahi, mat pucho kya gujarti hai dil par, jab vo kehte hai hame tumse pyar nahi..
Kabhi-na-kabhi ye dil jarur rota hai,Jab koi apna mil-kar nazaro se dur hota hai.Sab se pahele roti hai ye aankhe,Q ki dil se jyada kasoor in ka hota hai.
Har ishk ka matlab gam nahi hota,duriyan badhne se pyar kam nahi hota,waqt bewaqt ho jati hai aankhen nam kyonki yaadon ka koi mausam nahi hota.
Jaate jaate woh koi achi nishani de gai umar bhar dohra saku aise kahani de gai hum to reh gaye pyase par humari palko ko woh paani de gai
Unka thikana to dil me tha hamare,par unse do qadam aaya na gaya,Humne ro kar pucha kyu tod diya pyar ka wada!usne has kar kaha, bus nibhaya na gaya.
Ishq krte the hum,logo ne nafrt karna sikha diya,jis chehre ko dekh kar haste the usne rona sikha diya,ham to marna chahte the,maut k intzar ne jina sikha diya.
Yakin mano wo maut bhi badi suhani hogi,jisme hamari mohabat virani hogi,chalo wada raha tumse pehle hum jaenge,kyoki tumare swagat ki rasm bhi to nibhani hogi.
Ajeeb tarah se socha tha zindagi k liye,jeena marna tha kisi ke liye, tanha chhod gye to yakeen aaya,koi kisi ka nhi hota zindagi bhar k liye..!!