Aaina Hoon Main

Aaina Hoon Main
Aaina Hoon Main Mere Saamne Aakar Dekho Khud Nazar Aaogye Jo Aankh Mila Ker Dekho Mere Gham Mai Mari Takdeer Nazar Aati Hai Dugmagaaoge Mera Dard Utha Ker Dekho
  

Jan, 27 2012     160 chars (1 sms)     1499 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

dekh kar ankhon ka haal sanam na manlo ke kitna soye hai. puchlo chand aur suraj se ke raat din kitna roye hai?
Ishq k bazaar mein Ruswai bahothai Pyarke naseeb mein Judaai bahothai Istarah baarbaar gallena lagakaro Rah-e-Mohabat mein tanhayi bahothai
Zindagi, manjil, waqt kisi ne humara saath nahi diya, Sab par se puri tarah vishwas uth gaya. Is duniya se ub gaya hai ab humara jiya, Kisi ko kitna hi chaha kam reh gaya.
Bada armaan tha tere sang jeevan bitanne ka, Shikwa he bas tere khamosh reh jaane ka, Dewaangi isse badkar bhi kya hogi, Aaj bhi intajaar hai tere aane ka.
HAR WQAT EK AJEEB SA KHAYAL RHTA HAI KB HONGE FASLE KAM YE SWAL RHTA HA IWAQT SE KEHTE HAIN UNHE JLDI LE AAJ INKE BINA HR PAL BEHAL RHTA HAI
Koi chirag jalata hai dewane k liya, Koi chirag jalata hai parwane k liya, Hum chirag jalate hai "UNKE" liye, Jo hume bhulaye baithe hai kisi begane ke liye.
Pyase ko ek katora pani kaafi hai,Ishq me chaar pal ki zindagani kaafi hai.Dubne ko samandar me jaaye kyon,Unki palkon se tapka woh ek aansu kaafi hai
Hun aakash taleey fir bhi, kyo ghutan nahi jati. Chehre pe aa gai jo, kyo shikan nahi jati. Lo chand ne bhi thanli hai dushmani humse, kyo CHANDNI mere ghar aangan nahi aati..
Muskurate aap raho, khush hum ho jaynge, Manzil aap pao jeet ham jaynge, jiyo aap chahe kisi k bhi liye par, jarurat padi to aapke liye SAANSE hum chod jaynge.
a dekh kabhi un ki shaboon mein a ke..... k Kitna rote hai ye dosroon ko hansane wale
"Waqt" kehta hai fir na aaunga teri "ankhon" ko na rulaunga, jeena hai to iss pal ko jee ley, shayad yeh hasin pal kal tak rok na paaunga.
Takdir hume us mod par le aayi hai,jaha gum hi gum aur tanhaai hai,baras rahe hai aakhon se aansu,kya isi ka naam judaai hai?