Gam ki dava

Gam ki dava
Gam ki dava Pyaar hai, Gam ki dava Sharab nahi.Thukraate ho kyon Hum ko, itane to Hum Kharaab nahi.
  

Jan, 25 2012     99 chars (1 sms)     1159 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Aashik marte nahi,jinda dufanaye jate he,hindu kehte he isse jalado do, muslim kehte he isse dafna do, magar koi a nahi kehta k ise uski mehbuba se mila do..
Kabhi Namm na ho ye massom nigahein Meri aarju tu sada muskaraye Gham ke saaye rahe huym talak hi, Tere Aashiyaan me bahare hi aaye
Din dhalte-dhalte suraj bhi dhal jata hai, Andhera hote-hote saaya bhi chod jata hai…
Kaun andaza mere gum ka laga sakta hai, Bin chale kaun sahi raah bata sakta hai, Kinare walo tum mere dard ko kya jano, Dubne wala hi gahrai bata sakta hai!
Zakham dene ka andaz kuch aisa hai,zakham dekar pochte hai ab hal kaisa hai. kisi ek se gila kya karna ,sari duniya ka mijaz ek jaisa hai
hum haq wafa ka nibha na sakhe, unke dil mai jagha bana na sakhe, kii bahut koshish lekin unke dil mai, thodi si bhi jagha bana na sake....
Maang li maine duvaye,Tum b ab sajda karo.In lakiro ko milakar raasta naya paida karo.Motiyo aur hiro ko lejane walo,Uljhano aur aansuo ka b toh Sauda karo..
Humne pyar nahi ishq nahi ibadat ki hai,Rasmon se riwajo se bagawat ki hai,Manga tha humne jise apni duwaon me,Usi ne mujhse juda hone ki chahat ki hai.
Mujh Se Mut Pouch, Mere Dil Ki Kahani O Hum-Dum Is Main Kuch Parda-Nashinon Ke Bhi Naam Aate Hain
Is Aas Main Chala Jaaoun Ga Main Ye Jahan Chor Kar Ke Shayad Mera Marna Hi Kuch Kaam Aaye Ga Shayad Chali Aaye Tu Us Pal Mere Paas Daur Kar Jis Pal Tere Paas Meri Maut Ka Paigaam Aaye Ga
Yakeen naa aaye ek bargi, Lekin aisa wakyaa bhi hota hai … Rota hai koi tootkar tanhai mein, Phir bhi duniya mein woh hasta hai …
In Ankho se ye aansu bahte hai tum kya jano kitna dard hum sahte hai log humara majaq udate hai aur humare ansuo ko pani kahte hai.