UNKI ANKH0 MEIN

UNKI ANKH0 MEIN
UNKI ANKH0 MEIN K0I DUKH BASA HAI SHAYAD...YA MUJHE KHUD VAHEM HUWA HAI SHAYAD...MAINE PUCHA BHUL GAYE H0 TUM MUJHE...P0NCH K ANSU USNE KAHA SHAYAD…
  

Jan, 25 2012     148 chars (1 sms)     1186 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Gujare hue kal ki yaad aati hai kuch lamho me aankh bhar aati hai vo subah rangin aur sham nirali hoti hai jab aap ki yaad aati hai.
Baaki kuch na raha zamaane mein Jawani guzar rahi mehkhaane mein Ab to karle mere pyaar pe yakeen Warna zindagi beet jaayegi aazmane mein..!
YE MOHABAT KRNE WALE BI AJEEB HOTE HE,KUCH KHUSHNASHIB TO KUCH BADNASHEEB HOTE HAIN,JO APNO PE VAFA LUTAYE VO AMIR TO JO VAFA SE KHEL JAYE VO GAREEB HOTE HAIN.
Kbhi-kbhi Ansu muskuraht se zyada special hote hai Bcoz smile to sab ke liye hoti hai Magar aansu sirf unke liye hote hai jinhe hum khona nahi chahte
Sochta hoon in sagar ki lehro ko dekh kar,Kyon yeh kinaro se takra kar palat jati hain, Karti hain vo kinare se bewafai ya fir sagar se wafa nibhati hain.............?
Dil k zkhm dikhane se kya fayida,khani drd ki sunane se kya faida,jab tqdir hi hmse ruthi hui hai,to ilzam kisi pe lagane se kya fayida.
Bada armaan tha tere sang jeevan bitanne ka, Shikwa he bas tere khamosh reh jaane ka, Dewaangi isse badkar bhi kya hogi, Aaj bhi intajaar hai tere aane ka.
Real love is not bassed on romance ,condale light dinner and walks along the beach. in fact,it is based on respect,compromise, care and trust
JIS NAZAR SE DEKHTE RAHE IS DUNIYA KO HUM, UN AANKHON MEIN HAMARI KOI PEHCHAAN BHI NAA THI
Mohbat mukadar he 1 khwab nahi,Ye wo ada hE jisme sab kamyab nahi,Jinhe panah mili unhe ungliyon par gin lo,Magar jo fanah hue unka kuch hisab nahi.
KYA KAHU KISE KAHU, KYA DOSH DU TAKDIR KO, MERA NASIB MEIN TO YEA BHI NAHI, KE DEKHU APKI TASVIR KO
Mohabat ki har gali gumnaam kyun hai,Judai aur Maut ishq ka anjaam kyun hai,Log kehte hai ise naam khuda ka,To fir ye mohabbat itni badnam kyu hai?