is dil say tere yad bhulai nahin jati yeh pyar ki dolat hay lutai nahin jati is dil say kesay tumhain bhulaon main har roz tu yeh duniya basai nahin jati
Yu to sadmo me bhi hans leta tha main, aaj kyun bewajah rone laga hu main... baraso se hatheliya khaali hi rahi meri phir aaj kyun lagata hain ki sab khone laga hun main