Itne Bekhabar Ho

Itne Bekhabar Ho
Itne Bekhabar Ho Chale Hai Vo Zamane Se,Ki Ab Shayad Unhe Kuch Yaad Hi Nahi,Maut Kabka Hame Apne Aagosh Me Le Chali,Aur Ek Vo Hai Ki Manne Ko Tayyar Hi Nahi
  

Jan, 25 2012     156 chars (1 sms)     1299 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Aandhi Aati Hai,Toofan Chale Jaate Hain Yaade Rah Jaati Hai,Insaan Chale Jaate Hain!!!
jate jate tum koi achi nishani degaye, umar bhar daura saku aisi kahani de gaye, kher hum to reh gaye pyase, par hamari palko ko tum paani de gaye
Aapki zindagi me kabhi gam n ho, Aapki aankhe kabhi aansuo se nami n ho,Aapko mile zindagi bhar ki khushi,bhale hi uus khushi me hum na ho
Suhana mosam tha or hawa me nami thi,Ansu ki behti nadi abhi-abi thami thi,Milna to hum bi chahte the par,Unke pas waqt or humare pas sanso ki kami thi !
Jinka hamne ashiyana banaya..Unhone hame hi nishana banaya..Bahut koshish ki unhe apna banane ki..Har baar unhone hame begana banaya.
Jab rota hoon to dikhta kyun nahi ansoo ye mera chupta bhi nahi kaise ho gaye hai zindagi meri Jeeta hoon par jee pata bhi nahi.
Na jane tujhpe itna yakin q hai,tera khayal bhi itna hasin q hai,suna hai pyar ka dard mitha hota he,to aankh se nikhla aansu namkeen q hai?
ankho me aakar ruk jate hai ansu palko me aaker tut jate hai ansu .ji karta hai bha du inhe per. unhe hunsta dek ker sukh jate hai ansu.
Hume bhi pyar karne ka khayal aya,Jab bhi yeh khayal aya khud ko akela paya, dhundte rahe is duniya me humsafar,Par kisi ko dhokebaaz to kisiko bewafa paya...
Tadap Uthte Hai Unhe Yaad Karke, Jo Gaye Hai Hame Barbaad Karke, Ab To Itna Hi Talluk Rah Gaya Hai, Ki Ro Lete Hai Unhe Yaad Karke
Laut Aao Ab Is Andheri Duniya Mein Yahi Khwahish Rakhte Hain Hum Tumhare Saath Jeene Marne Ki Hi Khwahish Rakhte Hain Hum
Kanto se daman uljhana aadat he meri,Dil me paraya dard basana aadat he meri,Jinhe is dunia ne thukraya,Un logo ko apnana aadat he meri.