Aaj Aapke Pyar

Aaj Aapke Pyar
Aaj Aapke Pyar Me Kuch Kami Dekhi,CHAND Ki CHANDNI Me Kuch Nami Dekhi..Udas Hokar Laut Aaye Hm Apne Ghar,Jab Mehfil Aapki Gairon Se Sazi Dekhi..
  

Jan, 25 2012     144 chars (1 sms)     2006 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Wo NasibThi Mera Jo Mujh Se Khafa Ho Gyi Dur MujSe Najane Kyu Bewafa Ho Gyi Intzar H Uske Paigaam Ka Pata To Chale Wo Kis Pe Fida Ho Gyi.
Tera hu mai tera jo chahe ksam lele,raste me khoi hai mazile meri.tu samne hai mere fir kyu ye duri hai,ye bhi koi jina hai sirf aasu pina hai
Kabhi to dil udas hota hai,halka sa ankhon ko ehsas hota hai, jhalakte hai meri bhi ankhon se aasu,jab apke dur hone ka ehsaas hota hai.
Main Jo Chahoon To Abhi Tor Loon Naata Tumse , , Per Main Buzdil Hoon Muje Maut Se Darr Lagta Hai
Muskurahat ki roshni ka sabab, aansuo ke chiraag hote hain,Jin ke chehre ho chand ki moorat,unke dilo mein bhi daag hote hai.
Aj b unki nazronme raaz wohi tha,chehra b wohi tha,chehre ka libas b wohi tha,kse usko bewafa kehdu yaro,aj b unke dekhneka andaz wohi tha!
A kash shayri hum bhi likh pate,lafzo k khel hum bhi khel pate.khuda ne dil per chot kuch aisi di,aasuo ko chupake kash hum bhi muskura pate
Wafa na kar pau to naraz mat hona dilse utar jau to naraz mat hona pyar mera saccha hai ek din dikhaunga maut mohlat na de to naraz mat hona.
Ishq ne hme benam Kar Diya har khushise hame anjan Kar Diya Hamne kabi nai chaha ki ishq hame v ho par unki 1nazar ne hame nilam Kr Dya
Ye jindgi bhi na jane kitne mod leti hai,Har mod pe naye sawal deti hai,Dhundte rehte hai ham jawab jindgi bhar.Jawab mil jaye to jindgi sawal badal deti hai.
Kehte he jise nasib mil gya hatho s Ban k aansu jhalak gya ankho s Koi to bataye kaise bhul jau usse Jo Kbhi dur gya hi nhi in saanso Se
Hr bar unki salamti ki dua krnge,Unki arzo me apni hsti fanh karenge,O chahe damn bachle humse,Lekin hum marte dum tak unse wafa krenge.