Jo Mere Shehr

Jo Mere Shehr
Jo Mere Shehr Me Rosni Laye Honge,Un Diyo N Kitne Ghar be Jalaaye Honge,Hath Uske B Zarur HueHonge Zakhmi,Jisne Kante Meri Raho Me Bichaye Honge
  

Jan, 25 2012     144 chars (1 sms)     981 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Shaam se meri ye aankhein nam hain, shayad is dil me chhupa koi gam hain. humse hai tanhai, tanha hum hai koi hai jiski yaad me ye raatein gum hain..
Nasibon K Khel Ajeeb Hote Hai Chahne Wale Ko Ansu Hi Naseeb Hote Hai Kon Hona Chahta Hai Apno Se Door Bichr Jate Hn Wo Jo Sb Se Qareb Hote
Socha tha chain se soyenge kabar me,Par yaha b teri yaade satati hai,Palken to zamane se band hai,Par aankhe aaj b tere sapne sajati h!
Vada hamne kiya tha nibhane ke liye, ek dil diya tha ek dil pane ke liye, unhone mohabbat sikha di or kaha, hamne to mohabbat ki thi tumhe aazmane ke liye.
Meri Dharkan Se Dil Ka Dharkna Mangoge Ek Din Tum Mujhse Mera Pyaar Udhar Mangoge Main Voh Phool Hoon Jo Tere Chaman Se Na Niklega Apni Veeran Zindagi Ke Liye Bahar Mangoge
Humein unki ebadat se fursat nahi milti ,log na jane kisko khuda kehte hain ,dil mein rakha hai unko,log na jane kyon juda kehte hain.
Apni Wo Mulakat Kuch Adhuri Se Lagi,Pas-Ho-K-Bhi Thodi Duri Se Lagi,Hotho-Pe-Hasi Ankho Me Mjburi Se-Lagi,Zindgi-Me Pehli Bar Kisi Ki duri se lagi.
Bewafa vo nhi, shayad hum hi khraab the..Zehar ki zarurat nhi, mar jayenge sharab se.Kaante mehsus hi nhi hue kyonki..Pyar hi itna tha us gulab se.
Rulane se pahale ek bar hasaya to hota, kasur kya hai is dil ka bataya to hota, mili saza us khata ki jo na ki kabhi hamne, kaash ye dil kabhi kahi lagaya na hota.
Wo Apni Qaid Se Muje Azad Nahi Krta Magar M Bi Azad Hone Ki Feraad Nahi Krta Kabhi Kabhi Wo Itna Yad Aata Hai Main Zid Main Aa Kr Use Yaad Bhi Nahin Krta
Dard Se Rishta Tera, Bhi Mera Bhi, Gham Ki Manzile Teri Bhi Meri Bhi; Lut Gayi Ishq Me Koi Takdir, Roye Lakire Teri Bhi Meri Bhi.
Gujar to jayegi tere bagair par bamushkil bekarar gujaregi teri yaadon ke saath .Tera intezar hai qayamat tak,Bemuddat teri aarju rahegi...