Gile kagaz ki

Gile kagaz ki
Gile kagaz ki tarah he zindagi apni,Koi jalata bhi nahi aur bahata bhi nahi,Is kadar akele ho gaye he aaj kal,Koi satata bhi nahi or manata bhi nahi.!
  

Jan, 25 2012     150 chars (1 sms)     1415 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Rulane se pahale ek bar hasaya to hota, kasur kya hai is dil ka bataya to hota, mili saza us khata ki jo na ki kabhi hamne, kaash ye dil kabhi kahi lagaya na hota.
Nikal Aye H Aansu RONE Se Pehle Toot Jate H Sb Khwab SONE Se PehleKehte H K Pyar Ek SAZA HKash Koi ROK leta Pyar Hone Se Pehle.
Yun humko satane ki jarurat kya thi.. Dil mera jalane ki jarurat kya thi.. Jo nahi tha ishq to kah diya hota.. Dil mera tod ke jane ki jarurat kya thi.
Sath dene ka vada kiya hai, shikwe sehne ka vada kiya hai, agar bhula bi denge aap hume to kuch na kahenge,humne to apko khusi dekne ka vada kiya hai.
BAHAAR AA BHI JAYE TO KYA HO JAYEGA HAM AKELE HONGE AUR DIL BHI AKELA HOGA, KASH KI TUM AATE BAHAAR KE SATH TUM SE KAHTE VO SARE DUKH JO TUMHAARE BIN GUJARE HAIN.
AAJ US NE APNE DUKH BHI ALIHDA KERLIYE.. AAJ MAI ROYA TO MERE SAATH WO ROYA NAHI
Hum se dur hota gaya har mukaam yaro,Aansuon me beh gayi meri har shaam yaro.Mita di zindagi jisk liye.Usi ne kiya muje badnaam yaroo.
ZINDAGI KI HAR KHWAHISH PURI NAHI HOTI SIRF UMEED SE HAR CHIZ HASSIL NAHI HOTI SACH HAI DIL KI LAGI KABHI NAHI BUJHTI PAR GAM SE PEHLE KABHI KHUSHI NAHI MILTI
Har pal har lamha karte the jinhe hum yaad, kabhi sirf kabhi kabhi hoti thi jisse baat. Aaj wo hi nahin mere paas.Jiski baate soch kar apni tanhai ko bhuljata tha, jinhe yaad kar ke kabhi hasta tha to kabhi udaas hota tha. Aaj wo hi nahin mere paas.
Maut Se Darana Chod Diya Hamne Par , Jindagi Se Darte Hain. Tanha Jina Chahate Hain Ye Jindagi Isiliye Apne Saaye Se Bhi Darte Hain
Taqdeer Ne Is Dil Per Itne Zakham Lagaye Muskurane Ko Dil Chaha To Aansoo Nikal Aaye
Sabko pyar dend ki adat hai hame, Apni alag pehchan banane ki aadat hai hame, kitna bhi gehra zakhm de koi, Utna hi zyada muskurana ki aadat hai hame.